Thursday, June 17, 2010

Laagi tumse man ki lagan, Laagi tum se man ki lagan.................

16.

Jaaneman Jaaneman, tujhe sochu har kadam.
Sochu har pal, kabh hoga yeh man ka man se Milan.

Is pal, Is janam, Kabh bheegega mera man
Hawa who pawan, jhil milata sawan.
Tum, Hum, aur yeh mausam

Khushi hi khushi se, saje tera ghar aangan.


Teri chaandani se roshan, mera yeh tan man.
Abh mera sabh kuch tujhko arpan.
Laagi tumse man ki lagan, Laagi tum se man ki lagan.


~ Tarun

No comments:

Post a Comment