Monday, June 21, 2010

Just change your point of view.................. Its true it is only us who can change !!

Yet another day gone
As the same thoughts passed by,
Does HE even care for me ?
I had a thousand reasons to cry.

Walked past a noisy traffic,
Tired I was like hell !!
How long will I have to wait for the bus ?
I wish if some one could tell.

The bus did come and I pushed myself in.
Packed till the eyes could see
Just then I locked eyes with a man,
Smiling so broadly at me.

Was there really something so amusing ?
I was finding that gesture too rude ..
Was he laughing at my misery or had we ever met before ?
That's all a negative mind could conclude

"Ohh GOD !! was I going to curse this man ?"
As if the sky fell on my head !!
He had taught me an important lesson,
With not a single word said.

On one end there was me, STANDING
Frowning for having no seat.
And on the other end was this man, SEATED
Though to stand, he had no feet !!

There were a hundred new thoughts,
Now running through my mind.
How wrong I was to call HIM rude,
When actually to me, HE had been so kind.

With so much pain all around,
Yet people manage to smile.
Is there really a scope for complaints,
Even if I had to walk a mile ?

So next time on a rough day,
When life comes hard on you.
You'll still have plenty to smile about,
Just change your point of view.

~Piyush.

Good one P!yush

Friday, June 18, 2010

Bikna chahta kyoon insaan yahan.............

108.

Bikna chahta kyoon insaan yahan, bemaan kharidaar ka mol kahan
rom rom se nikle jaaye mol yahan, phir bhi khamosh rooh ko tol yahan !!!

~ Tarun

Important learning !!!..............

26.

Wishing is not important. important is to make someone wish come true !!

~ Tarun

27.

Failures are learning, Success becomes habit !!

~ Tarun

Inpire Yourself !!!

23.

Dont define your range, success and failure is a part of game.
Changes happen / occour , when we make a change !!.

~ Tarun

Barish toh yahan bhi hui thi ............... par oass bhi na jam payi ....

21.

Bheege toh hum bhi they

Magar phighal sake woh uska dil kahan

~ Tarun

मुश्किलें आयें या मुश्किलें जाएँ............. Insaan phir bhi chalta jaaye !!

14.

मुश्किलें आयें या मुश्किलें जाएँ, दिल खिले या जाफाये !
तूफानों में किनारे कम पड़ जायें, क्यों दिल हर दिन बहारें लाये !


अकाल की शकल बदलती जायें, जब विचारों के मेघ घिर जायें !
वक्त हमको क्या क्या दिखलाये , जब राह और चाह हमकदम बन जायें !   

                                                                                ~ Tarun

Read me : Jaafaayein =  not Justifiable

World says:...................................................................

13.

World says:
वोह कहते है वक्त बेवक्त तुम सुनाओगे,
सुनो जरा हसी के पात्र बन जाओगे.

Tarun says:
वोह फिजा हम चलायेंगे, कदम नहीं पथ मुड़ जायेंगें
लिखी ख़ुशी नहीं, तुम्हारे हूठों से लिखी ख़ुशी जब पायेंगें.

~ Tarun


Rehmat Zaraaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa...............

Ik pal mila kabhi khushnuma
Ik pal mila kabhi hamzada
Ik pal rahiin kabhi khairyat
Ik pal hua kabhi haadsaa


Mausam Kucch anjaane aise mile yahaan
Dil ko jo de gaye khaamoshiyaan
Mausam kucch pehchaane de gaye sargoshiyaan
Yunhi raatein dhalti hain
Yunhi hoti subah

Rehmat Zara... kar de khuda
Rehmat Zara... Hum par tu kar de khuda



Ik pal mila kabhi khushnuma
Ik pal mila kabhi hamzada
Ik pal rahiin kabhi khairyat
Ik pal hua kabhi haadsaa


Umre katti rehti hain dhoop kabhi baarish me
Gham ki ruth bhi aati hain khushiyoon ki khwaahish me
Aksar lamhein katte hain Chaahat yaa ranjish me
Har dum kaliyaan khilti hain kaaton ki bandish me


Ik pal kabhi sukoon hain
Ik pal kabhi hain bekali
Ik pal kabhi junoon hain
Ik pal kabhi hain bebasii

Yeh hi azal se hota raha hain
Yunhi jeeya har ik insaa

Rehmat Zara... 
kar de khuda
Rehmat Zara...  Hum par tu kar de khuda

Mausam Kucch anjaane aise mile yahaan
Dil ko jo de gaye khaamoshiyaan
Mausam kucch pehchaane de gaye sargoshiyaan
Yunhi raatein dhalti hain
Yunhi hoti subah


Rehmat Zara...  kar de khuda
Rehmat Zara...  Hum par tu kar de khuda


Yaa Alliii.......
Yaa Alliii.......

~ Rehmat Zara (Lamha 2010) 

Kya baat hai kya andaaz - e - bayaan hai 


Thursday, June 17, 2010

Laagi tumse man ki lagan, Laagi tum se man ki lagan.................

16.

Jaaneman Jaaneman, tujhe sochu har kadam.
Sochu har pal, kabh hoga yeh man ka man se Milan.

Is pal, Is janam, Kabh bheegega mera man
Hawa who pawan, jhil milata sawan.
Tum, Hum, aur yeh mausam

Khushi hi khushi se, saje tera ghar aangan.


Teri chaandani se roshan, mera yeh tan man.
Abh mera sabh kuch tujhko arpan.
Laagi tumse man ki lagan, Laagi tum se man ki lagan.


~ Tarun

वोह सूरत वोह सीरत, ख़ुशी की वोह मूरत.. खूबसूरत...अनमोल रतन जिसकी होगी न कीमत.

12.

वोह सूरत वोह सीरत, ख़ुशी की वोह मूरत
दिखी थी कभी जब, नाज़ुक सी खूबसूरत.

सुबह की किरण, चांदनी थी या जीनत.
चमन और गगन खुशबु उसका बदन, अनमोल रतन जिसकी होगी न कीमत.

~ Tarun

चुप रहे हम, कुछ कहो तुम | चुप रहे हम, कुछ कहो तुम | ...कर रहम खुदा की मेरा दमन कभी पड़े न कम !

8.

चुप रहे हम, कुछ कहो तुम | चुप रहे हम, कुछ कहो तुम |
एक जनम या दस जनम, सारी ख़ुशी तेरे कदम,
चाहे दिल मेरा यूँ जबतक इसमें है दम, सिलसिले यही, यही प्यार का मौसम |
प्यास तुझी से, येः आस तुझी पे, कर रहम खुदा की मेरा दमन कभी पड़े न कम !

~ Tarun

Wafa ka nasha, chad jaaye is tarah, ..............

5.

Wafa ka nasha, chad jaaye is tarah,
Jagah har jagah, dikhe yahi ek fiza.

Hawa yeh hawa, chale jab hawa
hosh ba khoosh, khoo jaye is tarah

Koi mahboob ho jaaye yaar fanah,
Kahin muflis ban jaaye jahan panah !!!

~ Tarun

Read me :
Khoosh : happyness
muflis: very poor


वफ़ा का नशा चढ जाय इस तरह,
जगह हर जगह िदख यही एक िफजा
हवा य हवा चल जब यह हवा
होश बा खश खो जाय इस तरह
कोई महबब होजाए यार फनाह
कही मफिलस बन जाय जहा पनाह !!!!!

~ Tarun

Wednesday, June 16, 2010

Yun ghaalib na kahoo O duniya waaloon.......

4.

Yun ghaalib na kahoo O duniya waaloon, ghaalib toh taalib-e-jahaan mein ghaalib ho gaya,
Kaatib - e - nagar toh hum bhi gaye par yeh waazib nahi ki hum saaqib - e - sitaar ban sake !!!!

~ Tarun
Read me:
Ghaalib : Superstar of some field
Taalib: Writer
Kaatib: Ghazal likne walle
Waazib: Zaaroori
saaqib: Shining
sitaar: star

kadr se kadr baanaaoo toh jaane.......

3.

Kadr .. ki kadr toh sabh karte haiii
Kadr ki kadr toh sabh karte haaiii
kadr se kadr baanaaoo toh jaane

~ Tarun

khaando pe zaamin uthaaye khaabo aur khaayaloo ki,...

2.
khaando pe zaamin uthaaye khaabo aur khaayaloo ki,
khaando pe zaamin uthaaye khaabo aur khaayaloo ki,

Raahi abb bas chalta jaaye
Raahi abb bas chalta jaaye

har fikra ko bhoole bisraaye
har fikra ko bhoole bisraaye
Dua ki khuda woh karta jaaye
Dua ki khuda woh karta jaaye

ajal to aaye , gar main naa jaaye
ajal to aaye , gar main naa jaaye

Gaar main bhi jaaye , abtar ho jaaye
Gaar main bhi jaaye , abtar ho jaaye

Yaarab !! Hum niyaaz farmaaye
Yaarab !! Hum niyaaz farmaaye

mere saar se terii nimaat naa jaye

~ Tarun

Aye parwardigaar sabki kismat sawaar......

1.
Aye parwardigaar meri kismat sawaar.
Tere sajde mein kathoor gaya sabh kuch ha
Intezaar Intezaar , kab ayega karaar
Toh upparwaale kahte hain
Sajda karta hai, mera naam tu jaapta hai
O maati ke maanav bharoosa karta hai toh
Aaj wakht kuch laya hai, kyuu dekh ke bhi t
Yeh dhuwa nahi ek tasveer hai,
Nazrein utha ke toh dekh, in lakeeron mein
Badal sake who teri bhi takdeer hai !!

~ Tarun

yun uljhe uljhe bal.................

yun uljhe uljhe bal, uspe khilti hasi bemisaal |

dil baith na jaaye kahin, sambhaalo adaayien kamaal hi kamaal |

~ Tarun

Aap aaye bahar aayi ............

Aaj Aap Aaye Ho Humme Aaj Neend Aajaayegi
Ke Tera Chehra Dekhte Dekhte Aankh Lag Jaayegi
Ek Arse Baad Neend Aayi Hain Mujhko
Ab Chaahta Hoon Hamesha Ke Liye Neend Aajaaye Mujhlko

~ Pata nahi kaun hai internet se liya hai ...........

khaaasss naaye dostoon ke liyeeeeeeeeeeeeee..............

aap logon ka bahut bahut shukriya .................... !!!!

Bakra-Eid pe ek chota sa nagma ..............

Ibaadate karj pe meri jaan nisaar, kahta tha hajj ka mussafirr baar
baar |
aitbaar karke toh dekh ek baar, khuda maharbann toh kabba mein bhi
mahke zamzam si bahaar |

~ Tarun

Read me:
Kabba: Biggest muslim pilgrimage in mecca
Zamzam: Is the lake beside it as which originated when Ismail mother
after lot of pain asked god for help in search of
water then suddenly because of burst of spring zamzam lake was formed.

meri umar se lamba mera pyaar, kaise bana mukamal bane mera pyaar !

meri umar se lamba mera pyaar,
patra gayi yeh aakhe,
kiska karte intejaar |
julm na samajhna,
yeh to aadayien-e-etbaar |
jo khuda rahmagar toh,
izaaz-e-mukamal bane mera pyaar !

~ Tarun

Read me:
izaaz: miracle

Now we will start by the old shayri and transfer all 104 creation to the blog















Now we will start by the old shayri and transfer all 104 creation to the blog

Objective to replace http://groups.google.co.in/group/sher-o-shaayari

As That group was made for people who find interest in reading and writing poems, ghazals, sheer, or any similar kind of activity. For the ease of readers/writer, the group open for all so anyone can anytime join/disjoint as per interest.
So if they were real interested one would automatically transfer to this group.

Hope to see you all !!!!!

Sher-o-shaayri
Dil Ke Kalam Se ................................